सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

Best Bihar Information | Bihar ki Kahani | Bihar Kyu Prasid Hai

Bihar ki Kahani or Bihar Kyu Prasid Hai (बिहार की कहानी और बिहार क्यों प्रसिद्व है )
Bihar Bharat key utter bhaag me esthete Ek prasid ethihaasik rajaye hai or iski rajdhani patna hai. Bihar ke utter me (NEPAL), Dacchin me (JHARKHAND),purb me (PACHHIM BENGAL), or Pachhim me (UTTER PRADESH) esthete hai. 
Bihar Naam ka Pradubharw (प्रादुर्भाव) Bodh sanyassiyo ke thaharne ke sthan Bihar Sabad se Hua. Jise Bihar ke sthan per iske Upbharans (अपभरंश) Rup Bihar se sombodhit kiya jata hai. yeh Chhetra(छेत्र) Ganga Nadi(तथा) uski sahayita Nadiyo ke upjaaw medaan me basa hai. prachin(प्राचीन) kal me vishal samrajayo (साम्राज्यो) ka gadh rha. Yah pradesh wartmaan me desh ki ardhwewastha(अर्धवेवस्था) ke samanye yogdatawo (योगदाताओ) me se ek ban kar reh gaya hai.

(Bihar is a famous historical state located in the northern part of India and its capital is Patna . Nepal is located in the north of Bihar, Jharkhand in the south , West Bengal in the east , and Uttar Pradesh in the west . The name Bihar originated from the word Vihara , the place of stay of Buddhist ascetics , which is referred to in Bihar as its abusive form in place of Vihara. The region is situated in the fertile plains of the Ganges River and its tributaries. This region was the stronghold of huge empires in ancient times, the economy of the country at present Has remained as one of the common contributors of.)
Bihar se Odisha or Jharkhand kab alag hua?
San 1936 issbi me Odisha or San 2000 issbi me Jharkhand ke alag ho Jaane se Bihar ne Krishi ke dumper or apne Megha ko lekar unnati ki hai IIT or Sangh Lok Seva aayog Jaise kathin pariksha me lag bhag har bar Bihar ke pratibhagi shikher per hote hai. Bharat ke chhetrafal ki dristi se Bihar Wartmaan me 13 wa  rajay hai.

(With the separation of Odisha in 1936 AD and Jharkhand in 2000 AD , Bihar has progressed on the strength of agriculture and its merit. Almost every time, participants of Bihar are at the peak in tough exams like IIT and Union Public Service Commission . Bihar is currently the 13th state in terms of area in India.)

What is the Language of Bihar and Culture of Bihar?
  1. Hindi
  2. Angika(अंगिका)
  3. Bhojpuri
  4. Maghi
  5. Urdu
  6. Maithili 
Yaha ke pramukh bhasayein hai 
Bihar ki Sanskriti (Culture of Bihar)
Magdhang, Mithala, or wajji sanskritiyo ka misran hai. Nagra me log pramparik(पराम्परिक)
riti riwaz ka paalan karte hai. or unki maanyataye(मान्यताएं) rudhiwadi hai. saamaj puroos 
pradhan hai.

(Hindi , Angika , Bhojpuri , Magahi , Urdu and Maithili are the main languages ​​here. The culture of Bihar is a mixture of Magadha , Anga , Mithila and Vajji cultures. There is not much difference in the culture of cities and villages. People in cities also follow traditional customs and their beliefs are orthodox.)

Famous Festival in Bihar(बिहार का मुख्य त्योहार)

Bihar ka mukhaye (Festival) 
  1. Chhat Puja 
  2. Holi
  3. Dipawali
  4. Dushara
  5. Maha Shivaratri
  6. Naagpachmai
  7. Muharram
  8. Eid
  9. Christmas

Famous food of Bihar(बिहार का मुख्य खाना)
Bihar me sakahari or mansahari dono pasand kiya jata hai. or mithai ki alag alag type ki jaise.
  1. Anarsha ki goli            
  2. Khaza Mithai
  3. Motichur ke laddu
  4. Tilkut
  5. satu
  6. Chura-Dahi
  7. Leetichokha 
  8. jalebi
  9. Rasmalai
  10. pera                                                                                            Yaha ke logo ko ye sab mann pasand khana hai. jaise subah ke naste me chura-dahi ya puri jalebi khub khaye jate hai. chawal dal or roti Bihar ka normal bhojan hai. Bihar ke maalpuwa kafi swadist hota hai. yah utter bharat me banaye jane wali disk hai. Bihar ki baaki bangan ka bharata aadi samil hai.


(Bihar is famous for its variety of food. Both vegetarian and non-vegetarian dishes are preferred. Apart from various varieties of sweets, Anarsa's Goli , Khaja , Motichoor Laddus , Tilkut are special favorites here. Local dishes like sattu , chuda-dahi and litti-chokha are a weakness of the people here. Garlic sauce is also very much liked. After Lalu Prasad became Railway Minister, Litti-Chokha has started meeting at important stations of Indian Railways. Chuda-curd or puri-jalebi are eaten a lot in the breakfast. Rice-pulse-vegetable and roti are the common food of Bihar .Malpua of Bihar is very tasty. It is a dish made in North India. Other delicacies in Bihar include Dalpuri, Khaja, Makhana Kheer, Perukia, Khajuri, Brinjal Bharta etc.)


Famous and Best 10 places in Bihar(बिहार में प्रसिद्व और 10 अच्छे प्लेस)

  1. Nalanda University
  2. Patna Museum
  3. Jalmandir Temple
  4. Hieun Tsang Memorial Hall
  5. Navlakha Place
  6. Buxar Fort
  7. Rajgir Hot Springs
  8. Griddakuta Peak
  9. Muchalinda Lake
  10. Bodhi Tree

Thanks for Visit:-
Bihar ke Baare me or Detail me jan na hai to plz comment me Topic ka naam Likhe jiske bare me aap information lena chahte hai.
(If you do not know about Bihar and details, then please write the name of the topic in the comments, about which you want to get information.) 
           






   


    









टिप्पणियाँ

एक टिप्पणी भेजें

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

About Rajendra Prasad | The First President of India

 INTRODUCTION (परिचय)   Deshratan Dr. Rajendra Prasad ji ka Janm (जन्म) san  1884 isbi me Bihar rajay ke chapra   jile ke Jiradeyi (जीरादेई) naamak gaon me hua tha. inke pita ka naam Mahadev Sahaay tha. inke pariwaar gaon ke sampan (सम्पन) or pratisthit (प्रतिष्ठित) krisak pariwaro me se ek tha. inhone kolkata Beswabidlay (विश्वविद्यालय) se Master of Art (M.A) ki priksha uthirn(उत्तीर्ण) ki thi. ye priksha me hamesha pratham aate the. (Desh Ratna Dr. Rajendra Prasad ji was born in 1884 in a village named Jiradei in Chhapra  district of Bihar state. His father's name was Mahadev Sahay. His family was one of the  prosperous and well-to-do farming families of the villages. He passed the Master of Arts  examination from the University of Kolkata, he was always first in the examination.) Kuch Samay tak  Muzaffarpur college me adhiyapan karay(कार्य) karne ke bad ye patna or   kolkata highcort me wakil bhi rahe. or inka jhukaw Rastra-seva ki wor (ओर) tha. san 1917   isbi me Gand