सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

मई, 2020 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

About Rajendra Prasad | The First President of India

 INTRODUCTION (परिचय)   Deshratan Dr. Rajendra Prasad ji ka Janm (जन्म) san  1884 isbi me Bihar rajay ke chapra   jile ke Jiradeyi (जीरादेई) naamak gaon me hua tha. inke pita ka naam Mahadev Sahaay tha. inke pariwaar gaon ke sampan (सम्पन) or pratisthit (प्रतिष्ठित) krisak pariwaro me se ek tha. inhone kolkata Beswabidlay (विश्वविद्यालय) se Master of Art (M.A) ki priksha uthirn(उत्तीर्ण) ki thi. ye priksha me hamesha pratham aate the. (Desh Ratna Dr. Rajendra Prasad ji was born in 1884 in a village named Jiradei in Chhapra  district of Bihar state. His father's name was Mahadev Sahay. His family was one of the  prosperous and well-to-do farming families of the villages. He passed the Master of Arts  examination from the University of Kolkata, he was always first in the examination.) Kuch Samay tak  Muzaffarpur college me adhiyapan karay(कार्य) karne ke bad ye patna or   kolkata highcort me wakil bhi rahe. or inka jhukaw Ra...

Best Bihar Information | Bihar ki Kahani | Bihar Kyu Prasid Hai

Bihar ki Kahani or Bihar Kyu Prasid Hai (बिहार की कहानी और बिहार क्यों प्रसिद्व है ) Bihar Bharat key utter bhaag me esthete Ek prasid ethihaasik rajaye hai or iski rajdhani patna hai. Bihar ke utter me (NEPAL), Dacchin me (JHARKHAND),purb me (PACHHIM BENGAL), or Pachhim me (UTTER PRADESH) esthete hai.  Bihar Naam ka Pradubharw (प्रादुर्भाव) Bodh sanyassiyo ke thaharne ke sthan Bihar Sabad se Hua. Jise Bihar ke sthan per iske Upbharans (अपभरंश) Rup Bihar se sombodhit kiya jata hai. yeh Chhetra(छेत्र) Ganga Nadi(तथा) uski sahayita Nadiyo ke upjaaw medaan me basa hai. prachin(प्राचीन) kal me vishal samrajayo (साम्राज्यो) ka gadh rha. Yah pradesh wartmaan me desh ki ardhwewastha(अर्धवेवस्था) ke samanye yogdatawo (योगदाताओ) me se ek ban kar reh gaya hai. (Bihar is a famous historical state located in the northern part of India and its capital is Patna . Nepal is located in the north of Bihar, Jharkhand in the south , West Bengal in the east , and Uttar Pradesh in th...